Be khud kiye dete hain andaz hijabana Aa dil mey tujhe rakh loon aey Jalwa e janana Kyun aankh mila'ee thi kyun aag laga'ee thi Ab rukh ko chupa beyt-hay kar kay mujhay deewanah Mey howsh howaas apnay iss baath pey kho beyt-ha Hans kar jo kaha thum nay aaya mera deewanah Peenay ko tho pee lounga, par shart zara si hey Ajmer ka saki ho, Baghdad ka mehana